Followers

Saturday, October 22, 2016

JAI JAI JAI DINMAAN DIWAKAR(Surya stotra/bhajan.16)


JAI JAI JAI DINMAAN DIWAKAR(Surya stotra/bhajan.16)

https://youtu.be/9RAyUaId9LA


==

JAI JAI JAI DINMAAN DIWAKAR – NAVGRAHA –
Suryaya namaha, adityaya namaha
Bhaskaraya namaha, adityaya namaha

Jai jai jai dinmaan diwakar, jai jai jai aditiya prabhakar
((Jyotir mai jeevan kardo)), mere swami bhanu diwakar
Jyotir mai jeevan kardo Prabhu, vardaan do (2)
Agyaan bahut hoon mai mujhe, Prabhu gyaan do
((Jai jai jai dinmaan diwakar, jai jai jai aditiya prabhakar))
Suryaya namaha…

He ambar mani hiranya garbh ravi, binate sunlo aaj meri
Ham hai chanchal ya chak tere Jholee bhardo aaj meri
Ganga jal ke arghya charhaaoon Dyaan do prabhu dhyaan do
Agyaan bahut hoon mai mujhe, ((Prabhu gyaan do))
((Jai jai jai dinmaan diwakar, jai jai jai aditiya prabhakar))
Suryaya namaha…

Sunaa hai dwaadash naam jo uchhaare Unkee bigaree banaate ho
Unkee ichha puree karte, unko dukhre mitaate do
He vivavasu, sahastrakashu, vihaan do, Nava vihaan do
Agyaan bahut hoon mai mujhe, ((Prabhu gyaan do))
((Jai jai jai dinmaan diwakar, jai jai jai aditiya prabhakar))
Jyotir mai…

Suryaya namaha, adityaya namaha
Bhaskaraya namaha, adityaya namaha (9)

==

https://youtu.be/6FECecinSe8

==

No comments:

Post a Comment